Из-за периодической блокировки нашего сайта РКН сервисами, просим воспользоваться резервным адресом:
Загрузить через dTub.ru Загрузить через ClipSaver.ruУ нас вы можете посмотреть бесплатно Jise Zindagi Dhoondh Rahi Hai by Muhammad Irfan или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Роботам не доступно скачивание файлов. Если вы считаете что это ошибочное сообщение - попробуйте зайти на сайт через браузер google chrome или mozilla firefox. Если сообщение не исчезает - напишите о проблеме в обратную связь. Спасибо.
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
Jise Zindagi Dhoondh Rahi Hai by Muhammad Irfan MTv Unplugged Lyrics: Jise zindagi dhoondh rahi hai Kya yeh woh makaam mera hai Yahan chain se bas ruk jaaoon Kyun dil yeh mujhe kehta hai Jazbaat naye se mile hain Jaane kya asar yeh hua hai Ek aas mili phir mujhko Jo kubool kisi ne kiya hai Haan.. kisi shayar ki ghazal Jo de rooh ko sukun ke pal Koi mujhko yoon mila hai Jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki sehar Ya sard mein do-pahar Koi mujhko yoon mila hai Jaise banjaare ko ghar Hmm… Jaise koi kinaara deta ho sahara Mujhe woh mila kisi mod par Koi raat ka tara karta ho ujala Vaise hi roshan kare wo shehar Dard mere woh bhula hi gaya Kuchh aisa asar hua Jeena mujhe phir se woh sikha rahaa Hmm.. jaise barish kar de taar Ya marham dard par Koi mujhko yoon mila hai Jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki sehar Ya sard mein do-pahar Koi mujhko yoon mila hai Jaise banjaare ko ghar Muskaata yeh chehra deta hai jo pehra Jaane chhupaata kya dil ka samandar Auron ko to hardam saaya deta hai Woh dhoop mein hai khada khud magar Chot lagi hai use phir kyun Mehsoos mujhe ho raha Dil tu bata de kya hai irada tera Hmm.. Main parinda besabar Thha udaa jo dar badar Koi mujhko yoon mila hai Jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki sehar Ya sard mein do-pahar Koi mujhko yoon mila hai Jaise banjaare ko ghar Jaise banjaare ko ghar Jaise banjaare ko ghar Jaise banjaare ko ghar