Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Saadgi Toh Hamari Zara Dekhiye | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Qawwali в хорошем качестве

Saadgi Toh Hamari Zara Dekhiye | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Qawwali 3 месяца назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Saadgi Toh Hamari Zara Dekhiye | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Qawwali

Bookings and queries: The Right Management +91 9915982444 Saadgi Toh Hamari Zara Dekhiye originally sung by Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. Just a humble attempt. Hope you all like it ❤️ Composer: Nusrat Fateh Ali Khan Sahab Lyricist: Saba Akbarabadi —————————————————————- Cover Song Credits: Singer: Kabul Bukhari Music: Kabul Bukhari Tabla/Dholak: Aashu Khan Keys, Harmonium: Lubhanu Priy Violin: Sanchit Chaudhary Video: Film City Jammu Video Performing Artists: Tabla: Darbari Lal Keyboard: Chandan Jassu Violin: Akshay Guitar: Ayub Khokhar Drums: Raj Kalotra Chorus Singers: Aquib Javid and Waqar Ismail Streaming on all music platforms🎼 Spotify: https://open.spotify.com/album/1qfqoe... Apple Muisc:   / saadgi-single   Lyrics: Zindagi ke safar mein bauhat door tak Jab koi dost aaya na humko nazar Humne ghabra ke tanhaiyon se Saba Ek dushman ko khud humsafar kar liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Baat toh sirf ik raat ki thi magar Intzaar aapka umr bhar kar liya Tere adaab ki roohdad hogye hain hum Bade khaloos se barbaad hogye hain hum Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi Aur paida naya dard e sarr kar liya Ishq ko dard e sarr kehne walo suno Kuchh bhi ho humne ye dard e sarr le liya Ab woh nigahon se bach ke kahan jayenge Ab toh unke mohalle mein ghar le liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi Aur paida naya dard e sarr kar liya Log darte hain qaatil ki parchhayi se Humne qaatil ke dil mein bhi ghar kar liya Teri saltanat mein hain tere lashkar se ghere huye Tu maare chhode qaid me daale hum toh bass tere huye Beqarari milegi lutega sukoon Chain chhin jayega neend ud jayegi Apna anjaam sab humko maloom tha Aap se dil ka sauda magar kar liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Zikr ik b ewafa aur sitamgar ka tha Aapka aisi baaton se kya waasta Aap toh bewafa aur sitamgar nahin Aap ne kisliye moonh udhar kar liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya #qawali #nusratfatehalikhan #nfak #sufimusic #sufi #poetry #shayari #sadshayari #sadpoetry #ghazal #livemusic #liveshow

Comments