Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб DeeVoy Singh - Divya Drishti (8D Audio) | दिव्य दृष्टि в хорошем качестве

DeeVoy Singh - Divya Drishti (8D Audio) | दिव्य दृष्टि 5 месяцев назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



DeeVoy Singh - Divya Drishti (8D Audio) | दिव्य दृष्टि

DeeVoy Singh - Divya Drishti (8D Audio) | दिव्य दृष्टि ------------------------- New Video Link    • Joota Japani x I Guess x Prarthana Ma...   New Video Link :-   • KR$NA - Drill Mega Mashup (Prod. By L...   Song Credits:- Singer/Lyrics/Composer:- DeeVoy Singh ------------------------- #DivyaDrishti #Divine #KRSNA #HindiRap #IHH ------------------------- Song Lyrics:- Har-Har Mahadev, main hoon bairagi, Bhole, teri wajah se hoon Main premi hoon, main paapi hoon, main maal pee ke maje mein hoon Main nashe mein hoon itna jyada ki bure karam bhi theek lagein Dhan-daulat maine jo bhi kamaaya, woh sab mujhko bheekh lage Kabhi nirdayi toh kabhi dayavaan, kabhi hoon dara toh kabhi bhayavah Main madira-paan ka aadi hoon, khud se khud main barbaadi hoon Mere kabhi vichaar shaitanon se, aur kabhi vichaar hain sadhu ke Kabhi-kabhi mann shaant yeh rehta, kabhi-kabhi beqaabu hai Shraddha aur sadbhav rahe toh ho jaata hoon paavan main Par bhog-vilas aur madira-paan se ban jaata hoon Raavan main Maas pake jab bakre ka, hum raakshas ban kar khaayein use Par beqasoor kisi pashu ki hatya kabhi-kabhi na bhaaye mujhe Ek shareer hai, do manushya lagta mere bheetar rehte hain “Vinaashkaale vipreet buddhi” sab kundli dekh ke kehte hain Ek toh hai seedha bada, aur doosra bahut hi paapi hai Meri harkaton se bas pata chale kab kaun sa mujh par haavi hai Main jaanoon na kuch bhi ab toh yeh kalesh jo mujh par aaya hai Yeh upaj hai mere dimaag ki ya kisi bhoot-pret ka saaya hai? Koi urja hai nakaaratmak si, mehsoos karoon main aas-paas mein Samajh mein jeevan na aaye toh dekhta hoon main aasmaan mein Vichaar ko apne shuddh karoon, badlaav bhi hote karmon se Ab duniyadari se naata tod ke aaya Bhole sharnon mein “Astitv manushya ka chhota kitna,” soch ke main yeh kaanp diya Phir aankhein moondkar dhyaan kiya, brahmaand ko maine naap diya Dimaag mein gyaan sansaar ka na, par buddhi ko ekaant kara Main padhta gaya, main padhta gaya, maine buddhi mein brahmaand bhara Main shunya bana, main shaant bana, DeeVoy se main Devansh bana Main likhta gaya, main likhta gaya, ab koi lagaam vichaar pe na Vichaar koi nakaaratmak sa ab padta na mann par bhaari Ab baat karein sannaate mujhse meri hi bankar vaani Main prithvi hoon, main ambar hoon, main panchtatva ka hoon gyaani Main agni hoon, main vaayu hoon, main sab jaanoon, antaryaami Ek khuli hui main kitaab sa hoon, man-ghadat kahaani banata nahi Main pralay hoon, main abhishaap sa hoon, ‘gar baras padun toh thikana nahi Main nadiyon ke sailaab sa hoon, ufaan karoon toh kinara nahi Main padh toh leta dimaag bhi hoon, kabhi aankhon se aankhein milana nahi Dimaag mein gyaan sansaar ka na, par buddhi ko ekaant kara Main padhta gaya, main padhta gaya, maine buddhi mein brahmaand bhara Main shunya bana, main shaant bana, DeeVoy se main Devansh bana Main likhta gaya, main likhta gaya, ab koi lagaam vichaar pe na Thanks For Watching #MRBOOGEYMANYT

Comments